[Em] [G] [D] [A]
Aaj se teri saari galiyan meri ho gayi
[Em] [G] [D] [A]
Aaj se mera ghar tera ho gaya
[Em] [G] [D] [A]
Aaj se meri saari khushiya teri ho gayi
[Em] [G] [D] [A]
Aaj se tera gham mera ho gaya
[Em] [G]
O tere kaandhe ka jo til hai
[D] [A]
O tere seene mein jo dil hai
[Em] [G]
O teri bijli ka jo bill hai
[D] [A]
Aaj se mera ho gaya
[Em] [G]
O mere khwabon ka ambar
[D] [A]
O meri khushiyon ka samandar
[Em] [G]
O mere pin code ka number
[D] [A]
Aaj se tera ho gaya
[Em]
Tere maathe?
[Em]
Tere maathe ke kumkum ko
[Em]
Main tilak laga ke ghoomuga
[A]
Teri baali ki chhun chhun ko
[D] [Em]
Main dil se laga ke jhoomunga
[Em]
Meri choti si bhulon
[Em]
Ko tu nadiya mein baha dena
[A]
Tere joode ke phoolon ko
[D] [Em]
Main apni shirt mein pehnunga
[G]
Bas mere liye tu maalpuve
[A]
Kabhi kabhi bana dena
[Em] [G] [D] [A]
Aaj se meri saari ratiyan teri ho gayi
[Em] [G] [D] [A]
Aaj se tera din mera ho gaya
[Em]
Tu maange sardi mein amiya
[Em]
Jo maange garmi mein mungfaliya
[A]
Tu barish mein agar kehde
[D] [Em]
Ja mere liye tu dhoop khila
[Em]
Toh main sooraj?
[Em]
Toh main sooraj ko jhatak dunga
[Em]
Toh main saawan ko gatak lunga
[A]
To saare taaron sang chanda
[D] [Em]
Main teri god mein rakh dunga
[G]
Bas mere liye tu kabhi
[A]
Khill ke muskura dena
[Em] [G] [D] [A]
Aaj se meri saari sadiyan teri ho gayi
[Em] [G] [D] [A]
Aaj se tera pal mera ho gaya
Leave a Reply