Capo – 2nd Fret
Mere bin (Am) sooni hai dil ki (F) raahein
Mere bin (G) pyaasi sabki nigahein (Em)
Mere bin (Am) sooni hain dil ki raahein
Mere bin (F) pyaasi sabki nigahein
Jo mile (G) bole bhar ke woh aahein
(Em) Suniye
(Am) Aashiq banaya (F) Aashiq banaya
(G) Aashiq banaya (Em) aapne
(Am) Aashiq banaya (F) Aashiq banaya
(G) Aashiq banaya (Em) aapne
(Am) (F) (G) (Em)
(Am) Seene mein ghul ke
Ishq (F) dhadke toh mazaa hai
(G) Hothon se padh le
Woh jo hothon (Em) pe likha hai
(Am) Meri nigahon mein tera (F) chehra rawaan hai
(G) Gehre hain armaan jaanejaan (Em) pagal samaa hai
(Am) Aashiqui mein haaye kaisi
(F) Waadiyan hain khili
(G) Jaan jaan keh ke tune
(Em) Jaan meri le li
Mere liye (Am) sabka dil hai awaara
Mere bin (F) hona nahi hai guzara
Mere sang (G) jhoom le aake yaara
(Em) Suniye
(Am) Aashiq banaya (F) Aashiq banaya
(G) Aashiq banaya (Em) aapne
(Am) Aashiq banaya (F) Aashiq banaya
(G) Aashiq banaya (Em) aapne
(Am) (F) (G) (Em)
(Am) Deewane ruk ja tera (F) humse saamna hai
(G) Aankhon se chhu le
Chhuna (Em) haathon se mana hai
(Am) Bechainiyon ka faasalon (F) ka silsila hai
(G) Dard-e-jigar ka ye sabab (Em) humko mila hai
(Am) Khwaabon mein jo aaye jaaye
(F) Yaar hum wahi hai
(G) Hum kisi ko aasaani se (Em) milte hi nahin hain
Mere bin (Am) shaamein hain benazara
Mere bin (F) beziya har sitara
Mere bin (G) ishq hai besahara
(Em) Suniye
(Am) Aashiq banaya (F) Aashiq banaya
(G) Aashiq banaya (Em) aapne
(Am) Aashiq banaya (F) Aashiq banaya
(G) Aashiq banaya (Em) aapne
(Am) Aashiq banaya (F) Aashiq banaya
(G) Aashiq banaya (Em) aapne
Leave a Reply