Hindi Songs

Ja Ja Ja Song Chords Guitar Piano and Lyrics – Gajendra Verma

Ja Ja Ja Song Chords Guitar Piano and Lyrics – Gajendra Verma

Guitar Tuning : Standard Tuning

Posted By : Guitar Chords Lyrics

Posted On :

This song Ja Ja Ja Song Chords Guitar Piano and Lyrics – Gajendra Verma liked by 9096 user's

Difficulty: Intermediate

Ja Ja Ja Song Chords Guitar Piano and Lyrics sang by Gajendra Verma

Chahegi Jab Milne Ko Aayegi

Chahegi Jab Paas Bulayegi

Kabhi Main Kon Ho Jaunga

Kabhi Phir Pyaar Jatayegi

Aise Ehsaan Gina Ke

Baat Kare Muh Ko Bana Ke

Accha Bhala Tha Main Akela

Galti Ki Dil Ko Laga Ke

Ho Ab Tere Zaalim Sare Iraade Samajh Chuka

Mein Jitna Bhi Jhel Saka Mein Utna Jhel Chuka

Ja Ja Ja, Mujhe Na Dikha

Ye Ishq Tera, Ye Pyaar Tera

Ja Ja Ja, Main Nai Karna

Ye Ishq Tera, Ye Pyaar Tera…

Woh Karti Thi Meethi Meethi Baatein

Phone Par Saari Saari Raatein

Woh Kehti Thi Yaad Hai Aayi

Phir Bhi Tum Milne Nai Aate

Oh Ab Kaisi Palti Khayi

Kabhi Na Meri Yaad Hai Aayi

Jab Bhi Tera Phone Lagaya

Line Sabhi Vyast Hai Aayi

Ho Ab Tere Zaalim Sare Iraade Samajh Chuka

Mein Jitna Bhi Jhel Saka Mein Utna Jhel Chuka

Ja Ja Ja, Mujhe Na Dikha

Ye Ishq Tera, Ye Pyaar Tera

Ja Ja Ja, Main Nai Karna

Ye Ishq Tera, Ye Pyaar Tera…

Dil Toot Gaya Ab, Main Rooth Gaya Ab

Jo Pyaar Tha Tumse Woh Choot Gaya Ab

Dil Toot Gaya Ab, Main Rooth Gaya Ab

Jo Pyaar Tha Tumse Woh Choot Gaya Ab

Dil Toot Gaya Ab, Main Rooth Gaya Ab

Jo Pyaar Tha Tumse Woh Choot Gaya Ab

Dil Toot Gaya Ab, Main Rooth Gaya Ab

Jo Pyaar Tha Tumse Woh Choot Gaya Ab

Ja Ja Ja, Mujhe Na Dikha

Ye Ishq Tera, Ye Pyaar Tera

Ja Ja Ja, Main Nai Karna

Ye Ishq Tera, Ye Pyaar Tera…

Dil Toot Gaya Ab, Main Rooth Gaya Ab

Jo Pyaar Tha Tumse Woh Choot Gaya Ab

Dil Toot Gaya Ab, Main Rooth Gaya Ab

Jo Pyaar Tha Tumse Woh Choot Gaya Ab

Ja Ja Ja, Mujhe Na Dikha

Ye Ishq Tera, Ye Pyaar Tera

Ja Ja Ja, Main Nai Karna

Ye Ishq Tera, Ye Pyaar Tera…

Ja Ja Ja, Mujhe Na Dikha

Ye Ishq Tera, Ye Pyaar Tera

Ja Ja Ja, Main Nai Karna

Ye Ishq Tera, Ye Pyaar Tera…

Tags :

Leave a Reply