Momina Mustehsan Afreen Afreen Acoustic Chords Guitar Piano and Lyrics
[Intro] A Dsus2 E A (x2) [Verse] E A Aisa dekha nahi khoobsurat koi E A Jism jaise Ajanta ki murat koi A E Jism jaise nigahon pe jadoo koi A E Jism nagma koi jism khushboo koi Dsus2 A Jism jaise mehakti hui chandni Dsus2 A Jism jaise machalti hui ragini A Dsus2 Jism jaise ke khilta hua ik chaman A Dsus2 Jism jaise ke suraj ki pehli kiran A Dsus2 Jism tarsha hua dilkasho dilnashin E Dsus2 E Sandli sandli marmari marmari [Chorus] A Dsus2 A Husane jaana ki tareef mumkin nahi A Dsus2 A Husane jaana ki tareef mumkin nahi A Dsus2 A Afreen afreen afreen afreen A Dsus2 E Tu bhi dekhe agar toh kahe humnashin A Dsus2 E A Afreen afreen afreen afreen [Momina] (Additional Lyrics) A F#m Jaane kaise baandhe tu ne akhiyon ke dor D E Man mera khincha chala aaya teri or A F#m Mere chehre ke subh zulfon ki shaam D E Mera sab kuchh hai piya ab se tere naam Bm D Nazron ne teri chhuwa Bm D To hai yih jaadu hua Bm E Hone lagi hoon main haseen A F#m E A Aafreen Aafreen..... Aafireen (x2) E D F#m G Aafreen Aafreen..... Aafireen (x2) [Verse] E A Chehra ik phool ki tarah shadaab hai E A Chehra uska hai ya koi mehtaab hai A E Chehra jaise ghazal chehra jaane ghazal A E Chehra jaise kalli chehra jaise kanwal Dsus2 A Chehra jaise tasavur bhi tasveer bhi Dsus2 A Chehra ik khaab bhi chehra tabeer bhi A Dsus2 Chehra koi aliflailvi dastaan A Dsus2 Chehra ik pal yakeen chehra ik pal gumah A Dsus2 Chehra jaisa ke chehra kahin bhi nahi... E Dsus2 E Mahrooh mahrooh mehjabin mehjabin [Chorus] A Dsus2 A Husane jaana ki tareef mumkin nahi A Dsus2 A Husane jaana ki tareef mumkin nahi A Dsus2 A Afreen afreen afreen afreen A Dsus2 E Tu bhi dekhe agar toh kahe humnashin A Dsus2 E A Afreen afreen afreen afreen
Leave a Reply