Aashiq Banaya Aapne Chords Guitar Piano and Lyrics
The Chords for the song Aashiq Banaya Aapne
Song Name :- Aashiq Banaya Aapne
Movie :- Aashiq Banaya Aapne
Singer :- Himesh Reshammiya & Shreya Ghoshal
Capo :- 4th Fret
Chords :- A Minor, E Minor, F Major, G Major, D Minor C Major, B Minor
Chords(Without Capo) :- C# Minor, G# Minor, A Major, B Major, F# Minor, E Major, D# Minor
Strumming :- DUUDUUDU
Am Em F G
O… O….
Am
Aashiq banaya, aashiq banaya
Dm Am
Aashiq banaya aapne
Am
Aashiq banaya, aashiq banaya
Dm Am
Aashiq banaya aapne..
G
Tere bin sooni sooni hain baahein
Em
Teri bin pyasi pyasi nigahein
F
Tere bin, bin asar meri aahein
Am
Tere bin
G
Tere bin sooni sooni hain baahein
Em
Teri bin pyasi pyasi nigahein
F
Tere bin, bin asar meri aahein
Am
Tere bin..
Am
Aashiq banaya, aashiq banaya
Dm Am
Aashiq banaya aapne
Am
Aashiq banaya, aashiq banaya
Dm Am
Aashiq banaya aapne..
G
Tere bin lamha lamha sataaye
Em
Tere bin be-qaraari jalaaye
F
Tere bin chain mujhko na aaye
Am
Tere bin..
G
Tere bin lamha lamha sataaye
Em
Tere bin be-qaraari jalaaye
F
Tere bin chain mujhko na aaye
Am
Tere bin..
Am G
Meri nigaahon mein tera chehra ravaan hai
Am F
Gehre hain armaan jaan-e-jaan pagal sama hai…
Am G
Meri nigaahon mein tera chehra ravaan hai
Am F
Gehre hain armaan jaan-e-jaan pagal sama hai…
Dm C
Apni daayare se main to chhootne lagi hoon
Bm Em
Tere baazuon mein aake tootne lagi hoon
Dm C
Apni daayare se main to chhootne lagi hoon
Bm Em
Tere baazuon mein aake tootne lagi hoon
G
Tere bin jeena nahi hain ganwaara
Em
Tere bin dil ka nahi hain guzaara
F
Tere bin kaun apna sahara
Am
Tere bin
Am
Aashiq banaya, aashiq banaya
Dm Am
Aashiq banaya aapne
Am
Aashiq banaya, aashiq banaya
Dm Am
Aashiq banaya aapne
Am G
Bechainiyon ka, faaslon ka silsila hai
Am F
Dard-e-jigar ka yeh sabab humko mila hai
Am G
Bechainiyon ka, faaslon ka silsila hai
Am F
Dard-e-jigar ka yeh sabab humko mila hai
Dm C
Betabiyon ne humko choor kar diya hai
Bm Em
Pass aane pe majboor kar diya hai
Dm C
Betabiyon ne humko choor kar diya hai
Bm Em
Pass aane pe majboor kar diya hai
G
Tere bin raat kat ti nahi hai
Em
Tere bin pyaas mit ti nahi hai
F
Tere bin doori ghat ti nahi hai
Am
Tere bin…
Am
Aashiq banaya, aashiq banaya
Dm Am
Aashiq banaya aapne
Am
Aashiq banaya, aashiq banaya
Dm Am
Aashiq banaya aapne…
G
Tere bin sooni sooni hain baahein
Em
Teri bin pyasi pyasi nigahein
F
Tere bin, bin asar meri aahein
Am
Tere bin..
G
Tere bin lamha lamha sataaye
Em
Tere bin be-qaraari jalaaye
F
Tere bin chain mujhko na aaye
Am
Tere bin..
Aashiq Banaya Aapne Chords Lesson
Discover more from Guitar Chords Lyrics
Subscribe to get the latest posts sent to your email.
Leave a Reply